Zimbabwe vs Pakistan 1st ODI Highlights – 27 Aug 2013
August 27, 2013
Zimbabwe vs Pakistan 1st ODI Highlights – 27 Aug 2013

Zimbabwe vs Pakistan 1st ODI Highlights – 27 Aug 2013. Zimbabwe vs Pakistan 1st ODI Highlights 27 Aug 2013. Zimbabwe vs Pakistan 1st ODI played at Harare on 27 Aug 2013. Pakistan in Zimbabwe 2013 cricket highlights.
Zimbabwe (From): Brendan Taylor(w/c), Regis Chakabva, Tendai Chatara, Chamu Chibhabha, Elton Chigumbura, Michael Chinouya, Graeme Cremer, Timycen Maruma, Shingirai Masakadza, Tino Mawoyo, Natsai Mushangwe, Tinotenda Mutombodzi, Tinashe Panyangara, Vusi Sibanda, Sikandar Raza, Prosper Utseya, Brian Vitori, Malcolm Waller, Sean Williams
Pakistan (From): Mohammad Hafeez(c), Sarfraz Ahmed(w), Ahmed Shehzad, Anwar Ali, Asad Ali, Haris Sohail, Junaid Khan, Mohammad Irfan, Nasir Jamshed, Saeed Ajmal, Shahid Afridi, Sohaib Maqsood, Sohail Tanvir, Umar Amin, Zulfiqar Babar
Zimbabwe vs Pakistan 1st ODI Highlights – 27 Aug 2013
Zimbabwe vs Pakistan 1st ODI Live Scorecard and Highlights:


Pakistan nay acha nahi kia.in ko serious ho kar played karna chahiye tha.
chawloo ko beech me se nikal do fer khush ho sakta ha warna nae misbah khuda key leye ab pakistan ka socho or cricket kam az kam oneday or t20 chood do plz tumhe tumhare maa ka wasta ha
jesey bi ha parchyu se kabi mach nahi jetey jatey kuda ke leye cricket me sey seyasat ko nikaal do or jab tak test players one or t 20 kheeley gey kabi team nahi jeet sakti misbah apney leye khelta ha umar ameen ko nikaal do os ke koi jaga nae ha seclecter sahebaan pakistan ka image oor ganda na kareey pehle he seyesat ne bohat kar deya ha afridi ko plz captain bana do agar cricket ko behtari ke tarf lana ha to
Misbah to gaddar hai wo to sirf apna fifty pora krta hai 100.120 balls pr match pr wo kya krta hai agr jeetgea ya hargea usko kya
well played zimbabwe definatelly
misbah ka koi kasoor nhi…..us ne performance di ha……inho ne zim ko easy le lya aur wo acha khelay….
chahye paaaak match haaraa hai but wo hai to pakistan naa……hum q dain galiyan ounhen……….
Paaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaak ZindaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaBaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaad……………
Yar Ye jin jin hazraat nay laanat bhaiji hai Pakistan par… acha nhi kiya… Q k jab hum log khud apna status iss tarhan down kar kay logon ko khud dikhayen gay to yaqenan duniya bhi hamain galat samjhay ge…matlb phr sub kahain gay k waqaiy hi pak walay laanat k qabil hain….phr ounki lanat mein ap sub bhi shamil ho jaty ho..tab kitna bura lagay ga apko jab log iss tarhan kahain gay..so plzzzzzzzzz avoid negitivity…..aur my dears,for your kind information….kay bechari zimbabwe 15 years baad odi jeeta hai pak say……Inshallah pak next match jetay gaa…..trust in Allah….ager kuch batain buri lagen to sorry…..
Goli maar do sari team ko saaly. lanat hai
khuda ki qasam jis din hamare cricket me parchi system khatam ho jaye team achchi ho jayegi is team ko to kala mon kar k ghadhe par betha kar in ki photo lo. beher hall pakistan zinda bad
yar khuda ko manoo misbah ko test match me transfer karoo
geo misbah ……. bhai 1878 wali cricket chorh day yaar toba toba ye team kiya world cup ka tiyle jeetey gi ha ha ha ha phir b dil he pakistani
koi baat ni next time sahi
koe bat ni pakistan next macth win kar na
pakistan zindabad
inshallah pakistan hi jeete ga
pakistan zindabad
well played zimbabwe
Hafeez is my favorite player Well done professor in t20
lanat hai pakistani team par
lanat hai
insahallah next 2 matches pakistan hi jeete ga